narm lafzon se bhi lag jati hein chotein akser
dosti aik bara nazuk sa huner hoti hy
Dosti
sub ne kaha dosti aik drd hy
hum ne kaha qabool hy
sub ne kaha iss drd k saath gee na pao ge
hum ne kaha
teri dosti k sth marna bhi qabool hy
hum kisi k dosti k muntzir nhi
Faraz
jo hamein chor k jai ga woh Insha Allah raksha hi chalaey ga
DOSTI
chand ka sitaron se aisa rabt hy
k judai pe shaam na hogi
howa agr toh
hasher ka din hoga
(Ahtasham dhamah)
dosti apni bhi assar rakhti hy Faraz
bht yad aaeyin ge zara bhool ker toh dekho
itne ache mausam mein
roothna nhi acha
har jeet ki batein
hum kal pe utha rakhein
aao ajj dosti kerlein
Dosti
dosti aik phool hy
iski khushboo
pass rakhna
jo aajain dooriyan
milne ki tum aass rakhna
ankhein muskurati rhein gi
dil thora udass rakhna
dosti aik samunder hy hy
hamesha iss ki piyas rakhn
Dosti
larkiyon se kiya dosti kerna
jo pal bher mein chor jati hein
dost kerna hy toh larkon se kro
jo marne ke bad bhi kandhay
per le jate hein
0 comments:
Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.